Thursday, March 6, 2008


CHAKDE INDIA(2007)

70 minute...
70 minute hain tumhary pass
Shayad tumhari zindagi ke sabse khaas.. 70 minute
Aaj tum acha khelo ya bura.. yeh 70 minute tumhen zindagi bhar yaad rahengy
Aur kaisy khelna hai.. aaj main tumhen nahin bataonga
Bas itna kahonga.. ki jao
Aur yeh 70 minute jee bhar ker khelo
Kyonki iss ke baad aany wali zindagi mein..
Chahy kuch bhi ho ya naa ho..
Chahy kuch rahy ya naa rahy..
Tum haaro ya jeeto
Lekin yeh 70 minute tumse koi nahin cheen sakta...koi nahin
To... main ne socha ki.. is match mein kaisy kehlna hai.. aaj main tumhen nahin bataonga balki tum mujhy bataogy.. khel ker
Kyonki main janta hoon ki..agar yeh 70 minute..iss team ka har player.. apni zindagi ki sabse barhya hockey khel gaya..
To yeh 70 minute Khuda bhi tumse wapis nahin maang sakta
To jao ... jao aur apny aapse.. iss zindagi se..apny Khudaa se aur har uss insaan se jisne tumhen..tumpe bharosa nahin kia...
Apny 70 minute cheen lo...


PHIR BHI DIL HE HINDUSTANI(2001)

Yeh kahani hai.. Mohan Joshi ki...
Mohan Joshi koi aatank-wadi nahin hai.. woh to aik bebas aur lachaar insaan hai.. jisy phansaya gaya hai
Raaj neti ke dau peech mein...
Yeh aaj jo Mohan Joshi ke saath ho raha hai.. woh kal hum logon ke saath bhi ho sakta hai... kyon?
Kyonki Mohan Joshi sirf aik aam aadmi hai.. seedha saadha... andhery se darta hai.. bhagwan se.. kanoon se darta hai
Haryaana, Kochin, Bihaar, Madhya Pardesh, Mumbai.. har jagha per hai yeh Mohan Joshi.. Aap mein.. mujh mein.. hum sab mein hai.. Mohan Joshi
Aur aaj Mohan Joshi ki maut.. hum sabki maut hogi...
Aik aam aadmi ki maut..
Agar aaj hum log chup rahy.. to pury ke pury 100 cror aik aadmi ki maut mein shamil hongy.. its a world record!!!
Choro jann gann mann.. lagao gaana number 1..
Mera Baharat mahaan kehny ya sochny se mahaan nahin hoga..
Mahaan tab hoga.. jab hum sab mil ke jail jaa ke iss phansi ka virrudh karngy..
Sochiye mat..please sochiye mat.. aaj sirf apny dil ki sunye...
Uss dil ki.. jo Hindustani hai
Main jaa raha hoon apny saathyon ke saath... aik aam aadmi ko bachanay..
Lekin agar kahin beech rasty mein.. mera hosla toot gaya.. to main mur ker peechy zaroor dekhonga.. ki kahin main akela to nahin hoon...
Please... Please...

PARDES(1997)

Sach... sach to aap janna hi nahin chahty..
Kyonki jo sach sunna chahty hain.. woh apni jeb mein pistol aur dil mein nafrat le ker nahin aaty.. Boht bara kaleeja chahye sir... boht bara kaleeja chahye.. sach ko sunny ke liye.. Aur sach yeh hai.. ki jab aadmi daulat aur taaqat ki wajah se jitna bara hota jata hai.. utna hi sach aur haqeeqat se duur.. Woh manta hai ki jo us ne socha wohi sach hai... jo us ne kiya woh hi theek hai.. Aur aap ke saath bhi aisa hi hua hai sir.. Bary to aap ban gaye... lekin khud ke maamly mein.. zara choty reh gaye.. Kyonki sach yeh hai ki aapne khud se jhoot bola.. jhoot bola ki Ganga jaisi Hindustani larki.. aapke firangi numa bety ki patni ban sakti hai.. Aur aapne iss jhoot ko sach karny ke liye mujh se bhi jhoot bulwayaa.. Aur main... aapke ehsaanon ke bojh taly daba hua..jhoot per jhoot bolta chala gaya.. jhoot per jhoot bolta chala gaya.. Bolta chala gaya ki .. Rajeev boht acha larka hai... boht acha larka hai Rajeev.. Cigerrete sharaab larki koi aieb nahin hai us mein.. Woh aik boht hi mahaan hindustani ka larka hai.. boht hi raees hindustani ka larka hai.. boht hi ameer hindustani ka larka hai.. Larka hai... larka hai sir.. lekin hindustani nahin hai... Aur sach yeh hai... ki main ne Ganga se bhi hamesha jhoot bola...
(AMRISH PURI - Kia rishta hai tumhara Ganga ke saath?)
Vishwaas ka.. Maan ka.. Maryaada ka.. Pooja ka..... Pyaar ka..
Agar Ganga ki hifazat karna pyaar hai... to hai....hai.. hai.. pyaar hai
Aur hamesha rahyga sir...
Lekin main ne Ganga ko kabhi apny liye haasil karny ki koshish nahin ki.. aur naa hi aaj karonga
Kyonki.. kyonki Ganga aapki amaanat hai... Baau jee ki ..Maa jee ki amanat hai
Chalta hoon sir.. ab wapis nahin aaonga...

Monday, January 14, 2008

DIL WALE DULHANIYA LE JAYENGE


MERI MAA BACHPAN MUJHSE KEHTI THI KI ZINDAGI MEIN TUMHE DO RAASTE MILENGE EK ACHCHA ... EK BURA . BURA RASTA BAHUT AASAN HOGA TUMHE APNI AUR KHINCHEGA . SHURUAT MEIN ME TUMHE BAHUT KAMYABI MILEGI ... PAR ANT MEIN HAAR TUMHARI HOGI . ACHCHE RAASTE MEIN BHALE HI TUMHE PEHLE THOKAR KHANE PADE ZILLATEIN SEHNI PADE PAR ANT MEIN JEET TUMHARI HOGI .


It's alright Simran, Bade Bade Deshon Mein, Aisi Choti Choti Baatein Hoti Rahti Hain.


Mujhe to koi ek ladki pasand aa hi nahi sakti hai... ab kisi ki aankhen achhi hai, to kisi naak achhi hai, kisi ke honth achhye hain, kisi ke kaan achhey hain.

Sunday, January 13, 2008

ALL ABOUT KINK KHAN


Profile

Shahrukh Khan (Hindi: शाहरुख़ ख़ान, Urdu: شاہ رخ خان), Alternate Names King Khan / Shah Rukh /Srk / DonYєαяѕ α¢тινє 1988-PresentPℓα¢є σƒ вιятн New Delhi, IndiaDσв 2nd of November, 1965Hєιgнт 5' 8" (1.73 m)Fαмιℓу Gauri,2 children Aryan and SuhanaA∂∂яєѕѕ 603, Amrit Bandra(west),Mumbai , INDIA.Awards 21 wins & 21 nominations Qualifications and Achievements: *High school *Graduation*Masters; A Brilliant Student*Sword of Honour to the most outstanding student*The Ravi Subramani award*The Sujit Memorial award*He captained all teams in football, hockey, and cricket*He was also good in dramatics*Very good in hindi, Electronics, Biology*He was a king in Electronics*He still remembers the books he studied from.

Biography

He was born to a Muslim family but was raised by Hindus for most of his life. His father's name was Taj Mohammed Khan, who was from the famous Pashtun Niazi tribe, was a freedom activist of Punjabi Pathan background. His mother Lateef Fatima,was the adopted daughter of Major General Shah Nawaz Khan of the Janjua Rajput clan, who served as a General in the Indian National Army of Subash Chandra Bose.Shahrukh Khan has a sister .Her name is Shehnaz, who is lovingly known as Lalarukh.Shahrukh Khan attended St. Columba's School . He was good not only in acdemics but also in sports and drama . He won the Sword of Honour, an annual award given to the student who embodies most the spirit of the school. Then he attended the Hansraj College (1985-1988) to earn an Honors degree in Economics. Next, he completed his Masters Degree in Mass Communications from Jamia Millia Islamia University.After the death of his parents, Khan moved from New Delhi to Mumbai in 1991. In 1991, he married Gauri Khan in a Hindu wedding ceremony. The couple has two children, son Aryan (born in 1997) and daughter Suhana (born in 2000).*Shahrukh Khan started his acting career in 1988 with the popular television serial named Fauji where he played the role of Commando Abhimanyu Rai.Then he appeared in another television serials such as "Circus"(1989)In 1993 he won acclaim for his performances as a psychopath lover and a cold blooded murderer respectively in the box office hits "Darr" and "Baazigar" . He won his first Filmfare Best Actor Award for his performance in "Baazigar".Father: Taj Khan-Died 1981 with cancer Father's occupation: Lawyer and freedom fighterEducation: High School : From St. Columbia High School In New Delhi.College : Graduated from Hansraj College, & then Masters in Mass Communication from Jamiya Miliya Islamiya, New Delhi.

FILMS

1991 Dil Aashna Hai
1991 Idiot
1992 Chamatkar
1992 Deewana*
1992 Raju Ban Gaya Gentleman
1993 Baazigar*
1993 Darr*
1993 Kabhi Haan Kabhi Naa*
1993 King Uncle
1993 Maya Memsaab
1994 Anjaam
1995 Dilwale Dulhaniya Le Jayenge*
1995 Guddu
1995 Karan Arjun*
1995 Oh Darling Yeh Hai India!
1995 Ram Jaane
1995 Trimurti
1995 Zamaana Deewana
1996 Army1996 Chaahat
1996 Dushman Duniya Ka
1996 English Babu Desi Mem
1996 Shikhaar
1997 Dil To Pagal Hai*
1997 Koyla*
1997 Pardes*
1997 Yes Boss*
1998 Dil Se..*
1998 Duplicate
1998 Kuch Kuch Hota Hai*1
998 Sar Aankhon Par1999 Baadshah
2000 Gaja Gamini
2000 Hey Ram
2000 Josh*
2000 Mohabbatein
2000 Phir Bhi Dil Hai Hindustani
2001 Asoka*
2001 Kabhi Khushi Kabhi Gham*
2001 One 2 Ka 4
2002 Devdas*
2002 Hum Tumhare Hain Sanam
2002 Saathiya (sp. app.)*
2002 Shakti
2003 Chalte Chalte
2003 Kal Ho Na Ho*
2004 Main Hoon Na*
2004 Swades
2004 Veer-Zaara*
2006 Kabhi_Alvida_Naa_Kehna*
2006 Don*
2007 Chakde India*
2007 Omshantiom*

* ACCLAIMED PERFORMANCE

Awards and nominations

~Filmfare Awards~

Awards Won1993 -
Filmfare Best Debut Award for Deewana 1994
Filmfare Best Actor Award for Baazigar 1994
Filmfare Critics Award for Best Performance for Kabhi Haan Kabhi Naa 1995
Filmfare Best Villain Award for Anjaam 1996
Filmfare Best Actor Award for Dilwale Dulhania Le Jayenge 1998 Filmfare Best Actor Award for Dil To Pagal Hai 1999
Filmfare Best Actor Award for Kuch Kuch Hota Hai 2001
Filmfare Critics Award for Best Performance for Mohabbatein 2003
Filmfare Best Actor Award for Devdas 2005
Filmfare Best Actor Award for Swades

Awards Nominated

1994 - Filmfare Best Actor Award for Kabhi Haan Kabhi Naa
1994 - Filmfare Best Villain Award for Darr 1998
Filmfare Best Actor Award for Yes Boss 1999
Filmfare Best Villain Award for Duplicate 2000
Filmfare Best Comedian Award for Baadshah 2001
Filmfare Best Actor Award for Mohabbatein 2002
Filmfare Best Actor Award for Kabhi Khushi Kabhie Gham 2004
Filmfare Best Actor Award for Kal Ho Naa Ho 2005
Filmfare Best Actor Award for Main Hoon Na 2005
Filmfare Best Actor Award for Veer Zaara 2007
Filmfare Best Actor Award for Kabhi Alvida Naa Kehna 2007
Filmfare Best Actor Award for Don - The Chase Begins Again


~Star Screen Awards~

Winner

1996: Star Screen Award Best Actor for Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

2002: Star Screen Award Jodi No. 1 (along with Kajol) for Kabhi Khushi Kabhie Gham

2003: Star Screen Award Best Actor for Devdas

2003: Star Screen Award Jodi No. 1 (along with Aishwarya Rai) for Devdas

2005: Star Screen Award Best Actor for Veer-Zaara

2005: Star Screen Award Jodi No. 1 (along with Preity Zinta) for Veer-Zaara

2007: Star Screen Award Jodi No. 1 (along with Rani Mukerji) for Kabhi Alvida Naa Kehna

~International Indian Film Academy Awards~

2003: IIFA Best Actor Award for Devdas
2005: IIFA Best Actor Award for Veer-Zaara


~Bollywood Movie Awards~

1999: Bollywood Movie Award Most Sensational Actor for Dil Se
1999 Bollywood Movie Award Best Actor for Kuch Kuch Hota Hai
2003: Bollywood Movie Award - Best Actor for Devdas
2005: Bollywood Movie Award - Best Actor for Veer-Zaara

~Global Indian Film Awards~

2004: GIFA Best Actor Award for Veer-Zaara
2004: GIFA Most Searched Male Actor on Internet

~Star's Sabsey Favourite Kaun Awards~

2004: Star's Sabsey Favourite Hero for Kal Ho Naa Ho
2005: Star's Sabsey Favourite Hero for Veer-Zaara
2007: Star's Sabsey Favourite Hero for Kabhi Alvida Naa Kehna

~National Honours~

1997 - best citizen of india
2002 - Rajiv Gandhi Award for Excellence in the Field of Entertainment
2005 - Padma Shri, India's fourth highest civilian award from the Government of India
2007 - Adawe Ahmed Farah

Saturday, January 12, 2008

KAL HO NAA HO


Kash mai tumhay bata sakta mai tum say kitna pyar karta hoon....... i love u n i love u very


much TINA mai ankhay kholta ho to tumhy dekhta ho ankhey band karta ho tumey dekta ho

tum paas nahi hoti to tumhey charo taraf mehsoos kerta ho har waqt har pal issy pyar kaho pagal pan ya d

meri dil ki dhadkan mery liye ek hi bat hai pyar to bohat log kerty hongay per mj jaisa

pyar tumey koi nai ker sakta kyunki k kisi k pas tum jo nahi ho mai tumey bhool nahi sakta mai

tumhey bholna hi nahi chahta mai tumhey marty dam tak pyar karonga or marty dam tak

pyar karonga shayd os k bad bhi

ek mard ka sar sirf teen aurton ke samne jhukta hai ..
ek apni ma ke samne ..
ek durga ma ke saamne ..
aur..
............... tina.......

....

Aaj..... Aaj ek Haseen aur bant lo.... Aaj ek Dua aur mang lo....Aaj ek aansoo aur pee lo... Aaj ek Zindagi aur ji lo...Aaj ek Sapna aur dekh lo.....Aaj..... Kya pata Kal Ho Na Ho!!!".

khaali toh hai tumhari zindagi , saaf nazar aata hai tumhari aako mai ..meri aako ki tarah ""

aaj ek zindagi aur jilo
aaj ek hasi aur haslo
aaj ek aansu aur pilo
aaj ek sapna aur dekhlo
aaj,kya pata

KAL HO NAA HO



From OMSHANTIOM

ladies and gentalman
itni shiddat se maine tumhe pane ki kosshish ki hai
ke har zarre ne mujhe tumse milane ki shazish ki hai.......................................
ladies and gentalman
kahate hai agar kisi chijh ko dil se chahoo
to puri kayanat use tumse milane ki kosshish me lag jati hai
aap sab ne mujhe meri chaahat se mila diya........................................
thanks
thanks very much
i m fill like the king of the world.......................................
aaj
aaj is baat ka bhi yekin ho gaya k hamari filmo ki tarha hamari jindegi me bhi end thak
sab kuch thik hi ho jata hai
happiess ending
aur agar thik na ho to wo the end nehi
picture abhi baki hai mere dostttttttttttt
picture abhi baki hai.................................
i love u
i love u all
i love u...................................................

"agar tumhe kuch paana hokuch haasil karna hoto apne dil ki suno or agar dil se bhi ko jawab na aayeto apni aakhen band karke apne ma papa ka naam lophir dekho sab muskile aasaan ho jaaengi or jeet tumhaari sirf tumhaari hogi........

Main boht lively marta hoon..Aur jis film mein main marta hoon woh super hit hojati haiIss film mein to main 4 baar mara hoon...Hum judwaa bhai hoty hain..Interval se pehly villan hum dono ko maar deta hai...Phir hum dobara janam lety hain...Aur villan ko maarny ke baad.. end mein..Hum phir se marr jaty hain...Mind it....